Posts

Showing posts from 2017

YA GAUS AL MADAD

Image
We Proudly Celebrate 11vi  Ya Gaus Al Madad

EID E MILAD UN NABI

Image
Pyaare Rabiul Awwal teri jhalak ke sadqe Chamka diya naseeba Subhe Shab e Wilaadat Kalam e Ustad e Zaman

Eid e MILAD Un Nabi

Image
RABI UN NOOR SHAREEF

Jumu'ah Mubarak

Image

SAYED MIRA ALI DATAR

Image
Mira teri shaan nirali khaali gaya na koi sawali bhardi sabki jholi khali hogaya beda paar SAYED MIRA ALI DATAR (RADI ALLAHU  TA'ALA ANHU)

JUMU'AH MUBARAK

Image
KEEP RECITING DUROOD SHAREEF  JUMU'AH MUBARAK

DUNIYA BANE YA BIGDE

Image
Duniya bane ya bigde duniya rahe ya jaaye Tu deen banaa pyaare duniya ka hai kya karna Khaaya piya aur pehna achchhoñ se raha achha Kuchh deen ka bhi karle duniya ka hai kya karna KALAM E MUFTI E AAZAM

FAZILAT OF DUROOD SHREEF

Image
one who writes Salawaat upon me in a book; as long as my auspicious name remains in the book, the angels Keep repenting for him.   ( ibid )

AMEERUL MOMINEEN SAYYEDUA FAROOQ E AAZAM

Image
Tarjumaane nabi hum zabaane nabi  Jaane shaane adaalat pe lakhon salaam Kalam e Raza SHAB E SHAHADAT 26 ZIL HIJJAH

Labbaik Ya Rasool Allah

Image
Namuse risalat ke pehre daar rahenge Sarkaar ke naukar hai wafaadar rahenge (LABBAIK YA RASOOL ALLAH)

HAZRAT USMAAN GANI

Image
Hadith on the virtues of hazrat usmaan ghani (radiallahutalaanhu)  HAZRAT ABU HURAYRAH , SAID USMAN, PURCHASED PARADISE FROM PROPHET TWO TIMES. WHEN HE DUG THE WELL OF ROOMAH AND WHEN HE EQUIPPED THE ARMY OF AL-USRAH #REPORETED BY AL-HAKIM "RUK JAAYEIN MERE KAAM HASAN HO NAHI SAKTA FAIZAN MADADGAAR HAI USMAN E GANI KA KALAME USTAD E ZAMAN

BLESSED MOUNT ARAFAT

Image
The above image shows jabal ur rehmat -mountain of mercy on the plain of arafat. standing at arafat is the fundamental requirement of HAJJ and pilgrims come here on 9th dhul hijjah.

Huzoor Asjad Raza Khan

Image
Huzoor Asjad Raza Khan

mobile wallpaper

Image
Maslake Aalahazrat Zindabad

Teri yaad thapki dekar

Image
Teri yaad thapki dekar mujhe ab shaha sulaade mujhe jaagte huwe yun badi der ho gayi hai  Kalam e Tajush Shariah

Wahi aankh unka jo munh tak e

Image
Wahi aankh unka jo munh tak e  wahi lab ke mahw hon naat ke wahi sar jo un ke liye jhuke wahi dil jo un pe nisaar hai Karam e naat ke nazdeek to kucch door nahin ke Raza e ajami ho sage Hassan e arab Kalam e Raza

Taiba Mein Bula Lena

Image
Taiba mein bula lena Aur apna bana lena Qaidi gam e furqat ke Sarkaar riha karna Kalam e Mufti e Aazam

Salawaat In Abundance

Image
Undoubtedly on the day of judgement the individual who will be able to find himeself free from difficulties would be the one who had recited salawaat in abundance. #as-shifa

Quraan me unki midhat ho rahi hai

Image
Quraan me unki midhat ho rahi hai Aankh ishqe nabi me ro rahi hai Naat padhne se duniya me sukoon Hashr me bhi shafa'at ho rahi hai

Qaul e Zarreen

Image
Qaul e zarreen Gunah kisi na kisi surat me Dil ko be Qaraar rakhta hai

Gunahe RAZA ka Hisaab Kya

Image
Gunahe Raza ka hisaab kya Wo agar che laakhon se hain siwa Magar aye afu tere afwa ka Na hisaab hai na shumaar hai Kalam e Raza

Sabse Aula wa Aala Hamara Nabiﷺ

Image
Sab se aula wa aala hamara nabi ﷺ sab se baala wa wala hamara nabi ﷺ kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hamara nabi ﷺ

Tera saani kahan shah e koun o makan

Image
Tera saani kahan shah e koun o makan mujhsa aasi bhi ummat mai hoga kahan tere afaw o karam ka shah e do jahan mujhse badh kar bhi koi kya haqdaar hai

Sacchi baat sikhate ye hain

Image
Sacchi baat sikhate ye hain Seedhi raah chalate ye hain Sallim sallim ki dharas se Pul se paar lagaate ye hain Kalam e Raza

Clock

Image
Aye RAZA har kaam ka ek waqt hai  Dil ko bhi aaram ho hi jayega Kalam e Raza

Tajush Shariah

Image
Is daure Zamana mein inka na koi sani Ye Badre Tariqat hein Ye Taaje Shariyat hein

Yaum e Durood

Image
Hazrat e Abu Hurairah رضي الله عنه riwayat farmate hai Huzoor Nabi e Kareem ﷺ irshad farmate haiñ Mujh par Darood padhne wale ke liye Pul Siraat par Noor hoga aur jo Pul Siraat par Ahl e Noor se hoga woh dozakhiyoñ mein se nahi hoga.  *#Dalail_ul_Khairat_Shareef.* *_15 july Yaum e Darood e Pak

Hand Caligraphy

Image
Kitne rote hañse, kitne sote jage, Kitne girte uthe, kitne doobe tirey  Jab Dua ke liye haath uthe aap ke, kya se kya hogaya Mustafa Shah Raza  Mufti e Aazam Al-Madad

hand caligraphy

Image
Mulk e sukhan ki shaahi tum ko Raza musallam Jis samt aa gaye ho sikke bitha diye hai Ahmed Raza ka taaza gulistaan hai aaj bhi Khursheed ilom un ka darakshaan hai aaj bhi

Eid ul Fitr 2017 Urdu

Image
Eid ul Fitr 2017 Urdu 

Eid ul Fitr 2017

Image
Eid ul fitr mubarak   Eid e mushkil khushae ke chamke hilal Nakhoono ki basharat pe laakhon salaam  Kalam e Raza

Occasion Images

Image
Al-Qadr  2017 picture

Occasion Images

Image
FATEH MAKKAH RAMZAN SHAREEF

Quotes

Image
Mustafa e zaate yakta aap hain yak ne jisko yak banaya aap hain Peeron ke aap peer hain ya Gaus al madad ahle safa ke meer hain ya Gaus al madad Khwaja e hind wo darbar hai aala tera khusrawa dahar huwa maangne wala tera kalam e Tajush shariah

Hadith

Image
the holy prophet (salallahu alaihiwassalam) explicitly states MADINA IS MORE EXCELLENT THAN MAKKAH #fath al qadr

Occasion Images

Image
keh de koi ghera hai balaon nehasan ko aye shere khuda behre mada tege bakaf ja  kalam e Ustad e zaman YAUM E SHUJA'AT  RAMZAN SHAREEF

Occasion Images

Image
Somebody is waiting for your zakaat Ramzan Mubarak

Quotes

Image
Riyazat ke yahi din hai budhape me kahaan himmat  Jo kuchh karna hai abhi karlo, abhi Noorie jawaan tum ho kalam e mufti e aazam

Quotes

Image
Apni aukaat sirf itni hai kuch nahi baat sirf itni hai  Kal bhi tukdo pe unke palte the ab bhi tukdo pe unke palte hai 

Quotes

Image
Karke tumhare gunah maangein tumhari panaah Tum kaho daaman mein aa tum pe karoron durood (Kalam e RAZA)

Quotes

Image
Jali jali bu se uski paida hai sozishe ishq e chashm e wala Kabaabe aahu mein bhi na paya mazaa jo dil ke kabaab mein hai (Kalam e Raza)

Occasion Images

Image
Ramzan mubarak

Occasion Images

Image
Manglo manglo chashme tar manglo lo dard e dil aur husn e nazar manglo sabz gumbad ke saaye mai ghar maanglo mangnay ka maza aaj ki raat hai Shab e me'raj un nabi [salallahualaihiwassalam]

Quotes

Image
Sartaaba qadam hai taney sultane e zaman phool Lab phool dahan phool zaqan phool badan phool Kalam e Raza 

Quotes

Image
Taaj waale dekh kar tera amaama noor ka sar jhukate hain ilahi bol baala noor ka [kalam e Raza]

Quotes

Image
Kahenge aur nabi izhabu ila gairi Mere huzoor ke lab par ana laha hoga [kalam e ustad e zaman]

Quotes

Image
Madina chashma e aabe hayat yaaro chalo hamesha ki lelo baqa madine se [Kalam e Mufti e aazam]

Quotes

Image
Waah kya martaba aye gaus hai baala tera Oonche oochon ke saron se qadam aala tera [Kalam e Raza]

Quotes

Image
Momino padhte nahin kyun apne aaqa par durood Hai farishton ka wazeefa  assalaatu wassalam [Huzoor Jameel e Qadri]

Quotes

Image
Padhti duroodein daudeingi hoorein laasha jo lege naam e Muhammad [Kalam e Jameel e Qadri]