Posts

Showing posts from July, 2017

Teri yaad thapki dekar

Image
Teri yaad thapki dekar mujhe ab shaha sulaade mujhe jaagte huwe yun badi der ho gayi hai  Kalam e Tajush Shariah

Wahi aankh unka jo munh tak e

Image
Wahi aankh unka jo munh tak e  wahi lab ke mahw hon naat ke wahi sar jo un ke liye jhuke wahi dil jo un pe nisaar hai Karam e naat ke nazdeek to kucch door nahin ke Raza e ajami ho sage Hassan e arab Kalam e Raza

Taiba Mein Bula Lena

Image
Taiba mein bula lena Aur apna bana lena Qaidi gam e furqat ke Sarkaar riha karna Kalam e Mufti e Aazam

Salawaat In Abundance

Image
Undoubtedly on the day of judgement the individual who will be able to find himeself free from difficulties would be the one who had recited salawaat in abundance. #as-shifa

Quraan me unki midhat ho rahi hai

Image
Quraan me unki midhat ho rahi hai Aankh ishqe nabi me ro rahi hai Naat padhne se duniya me sukoon Hashr me bhi shafa'at ho rahi hai

Qaul e Zarreen

Image
Qaul e zarreen Gunah kisi na kisi surat me Dil ko be Qaraar rakhta hai

Gunahe RAZA ka Hisaab Kya

Image
Gunahe Raza ka hisaab kya Wo agar che laakhon se hain siwa Magar aye afu tere afwa ka Na hisaab hai na shumaar hai Kalam e Raza

Sabse Aula wa Aala Hamara Nabiﷺ

Image
Sab se aula wa aala hamara nabi ﷺ sab se baala wa wala hamara nabi ﷺ kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hamara nabi ﷺ

Tera saani kahan shah e koun o makan

Image
Tera saani kahan shah e koun o makan mujhsa aasi bhi ummat mai hoga kahan tere afaw o karam ka shah e do jahan mujhse badh kar bhi koi kya haqdaar hai

Sacchi baat sikhate ye hain

Image
Sacchi baat sikhate ye hain Seedhi raah chalate ye hain Sallim sallim ki dharas se Pul se paar lagaate ye hain Kalam e Raza

Clock

Image
Aye RAZA har kaam ka ek waqt hai  Dil ko bhi aaram ho hi jayega Kalam e Raza

Tajush Shariah

Image
Is daure Zamana mein inka na koi sani Ye Badre Tariqat hein Ye Taaje Shariyat hein

Yaum e Durood

Image
Hazrat e Abu Hurairah رضي الله عنه riwayat farmate hai Huzoor Nabi e Kareem ﷺ irshad farmate haiñ Mujh par Darood padhne wale ke liye Pul Siraat par Noor hoga aur jo Pul Siraat par Ahl e Noor se hoga woh dozakhiyoñ mein se nahi hoga.  *#Dalail_ul_Khairat_Shareef.* *_15 july Yaum e Darood e Pak

Hand Caligraphy

Image
Kitne rote hañse, kitne sote jage, Kitne girte uthe, kitne doobe tirey  Jab Dua ke liye haath uthe aap ke, kya se kya hogaya Mustafa Shah Raza  Mufti e Aazam Al-Madad

hand caligraphy

Image
Mulk e sukhan ki shaahi tum ko Raza musallam Jis samt aa gaye ho sikke bitha diye hai Ahmed Raza ka taaza gulistaan hai aaj bhi Khursheed ilom un ka darakshaan hai aaj bhi