Posts

Showing posts from 2020

Saabir e Paak

Image
Daleel E Lajawab Ho Hayat E Auliya Ki Tum, Ke Tumne Apni Namaz e Janaza Khud hi Padhayi. Jisne apne janaze ki khud padhayi namaz.. Uss Saabir e Kalyar pe laakhoñ salaam  

Urs e Razavi Ka Taufa

Image
 Taweez e Aala Hazrat

Imaam Ahmed Raza khan

Image
  Aala Hazrat Wallpaper

Hadithi Za Mtume ﷺ's Post

Wafikishie kutoka kwangu walau aya moja. By: via Hadithi Za Mtume ﷺ

Huzoor Mufti e Aazam wallpaper

Image
Screen wall Paper   

Huzoor Mufti e Aazam

Image
  Faqat Nisbat Ka Jaise Hoon Haqiqi Noori Ho Jau Mujhe Jo Dekhe Keh Uthe Miyan  Noori  Miyan Tum Ho  Huzoor Mufti e Aazam Imam Mustafa Raza khan Qadri Razavi Noori Alaihirehma

Urs e Tajush Shariah

Image

15 Shawwal ul Mukarram Wisaal e Hazrat Ameer e Hamza

Image
Sahaba e kiram رضي الله عنهم ki jama'at riwayat farmati hai jabh Hazrat e Ameer e Hamza رضي الله عنه shaheed huwe to RasoolAllah ﷺ ne irshad farmaya, Aapki judaai se badhkar mere liye koi aur sadma nahi ho sakta. Phir Hazrat e Fatima رضي الله عنها aur apni phupi Hazrat e Safiya رضي الله عنها se farmaya khush ho jaao abhi Roohul Ameen Hazrat e Jibreel علیہ السلام mere khidmat mein haazir huwe aur khush khabri sunaayi ke Yakeenan Hazrat e Hazma رضي الله عنه ka naam e mubarak aasmaan waalon mein likha huwa hai "Sayyeduna Hamza رضي الله عنه Allah ﷻ aur uske Rasool ﷺ ke sher (lion) hai. #Al Mustadrak Al Sahiheen, Hadees No 4869.

Trust in him

Image
Be positive

Shab e Qadr

Image
Shab e Qadr Ramzan Ul Mubarak

Jung e Badr

Image
Jung e Badr 17 Ramzan Ul Mubarak [: وَلَقَدْ نَصَرَكُمُ اللَّهُ بِبَدْرٍ وَأَنتُمْ أَذِلَّةٌ ۖ فَاتَّقُوا اللَّهَ لَعَلَّكُمْ تَشْكُرُونَ [: اور بیشک اللہ نے بدر میں تمہاری مدد کی جب تم بالکل بے سر و سامان تھے تو اللہ سے ڈرو کہیں تم شکر گزار ہو، (:Aur Beshak Allah Ne Badr Mein Tumhari Madad Ki Jab Tum Bilkul Be Sar o Samaan They To Allah Se Daro Kahin Tum Shukr Guzaar Ho Surah Al Imran : 123 Tarjuma : kanzul imaan fi tarjmatil Quran

14 Ramzan Ul Mubarak Wiladat e Imam Hasan Radi Allahu Anhu

Image
Khatoon e Jannat Hazrat e Sayyeda Fatima Zahra رضي الله عنها farmati haiñ, Maiñ Hasan O Hussain ko lekar Huzoor ﷺ ki khidmat mein haazir huwi aur arz ki, Huzoor ﷺ yeh dono Aap ke nawaase hai inheiñ ataa farmayein, Huzoor ﷺ ne farmaya Hasan ke liye meri Haibat o Siyaadat aur Hussain ke liye meri jurrat (himmat) o sakhaawat hai. *#Al Sharf ul Muaiyad.* *#Noor ul Absaar.*

SHEIKH SIRRI SAQTI

Image
AAP JAWANI MAI FARMAYA KARTE KE IBADAT TOH JAWANI MAI HI KARNI CHAHIYE #Tazkiratul Auliya

Murshidi

Image
Yaad e Murshid Mai baithe baithe  Kesi Kati Hai Raat Na pucho

Ummul Momineen Sayyidatuna A’isha Siddiqa

Image
17 Ramzan Ul Mubarak Wisaal Ummul MomineenSayyidatuna A’isha Siddiq (Radi Allahu Tala Anha)

Hazrat Baayazeed Bustami (jrm)

Image
14 Ramazan wisaal Hazrat *Bayazeed Bustaami* رضي الله عنه . Sultanul Aarifeen Hazrat Baayazeed Bustami رضي الله عنه ke baare mein hazrat e Junaid e Baghdadi رضي الله عنه farmate hain ke Baayazeed ka maqaam Auliya mein aisa hai jaise Jibraeel عليه السلام ka farishton mein. SUBHANALLAH.....

Hazrat *Bayazeed Bustaami* رضي الله عنه .

Image
14 Ramazan wisaal Hazrat *Bayazeed Bustaami* رضي الله عنه .  Unka naam *Taifoor Ibn Isaa* رضي الله عنه  hai woh farmaate hain jisne Mera asl naam qayamat mein yaad rakha woh Jannat me jaayega (#tahtawi). SUBHANALLAH...!!

Ummul Momineen Sayyidatuna Khadijatul Al Kubra

Image
"Ahle islaam ki maadaran e shafeeq Baanuwaan e taharar pe laakhoñ salaam" Sayyidatuna Khadija   (Radi Allahu Tala Anha)   is the first wife of the Beloved Rasool صلٰى الله عليه و سلم , whom Nabi Kareem  loved dearly. She was a very respectable  and noble woman from the Quraish tribe. Her father’s name was  Khuwailid bin Asad and her mother’s name was Umme Faatima bint  Zaa’idah. The entire Makkah referred to her as ‘Taahira’ due to her  chastity and dignity. She saw the beautiful character, and his  beauty and splendour, therefore, personally wished to marry  Sayyiduna Rasoolullah . She truly loved and honoured the  Beloved Rasool صلٰى الله عليه و سلم. For as long as she was alive in this world, the  Beloved Rasool صلٰى الله عليه و سلم did not marry anyone else. She was blessed with  serving Sayyiduna Rasoolullahصلٰى الله عليه و سلم  for twenty five years. After her  passing away, Nabi Kareem  would often say to Sayyidatuna A’isha

Teeno Ashre Ki dua

Image
*Ramzan ul Mubarak ke Teeno Ashro ki dua* Pehle Ashre ki Dua:  رَبِّ اغْفِرْ وَارْحَمْ وَاَنْتَ خَیْرُ الرّٰحِمِیْنَ۔ Dosre Ashre ki Dua: اَسْتَغفِرُاللّٰہَ رَبِّیْ مِنْ کُلِ ذَنْبٍ وَّاَتُوْبُ اِلَیْہ۔ِ  Teesre Ashre ki Dua: ۔:اَللّٰھُمَّ اِنَّکَ عَفُوُّٗا تُحِبُّ الْعَفْوَفَاعْفُ عَنَّا۔  اس کے ساتھ کثرت سے کلمہ طیبہ کا ذکر کریں کہ یہ افضل الذکر ہے ۔۔اور الحمد اللہ کہ یہ افضل الدعا ہے اور  اول آخر بے شمار درود پاک پڑھیں Aur Sath hi Kasrat se Kalima e Tayyeba ka zikr karein ke ye Sab se Afzal zikr hai, Aur الحَــــمدلله ke ye Afzal Dua hai, Aur beshumaar durood e paak parha karein.  .....

KHATOON E JANNAT

Image
(Saiyedatun Nisa Hazrat Fatima Zahra) (radi Allahu anha) Advice to Our Sisters In this Western world and environment that we live in, we  sadly see that Muslim females (teenagers) are the target of  the Kufaar. Their aim is to cause Muslim females to lose  their respect and integrity, taking them away from a pious  and truly fruitful Islamic life. Many Muslims females  throughout the world today are caught in the trap of drugs,  alcohol, club going, adultery and various other detrimental  activities.   My respected Muslim Sisters! Look at what you are  doing and see for yourself whether you are causing  benefit or harm to your selves? Think of what you are doing and, then Remember! That  Almighty Allah is watching your every action. My dear  Muslims sisters!  Dress Islamically! Do not try to imitate the West. Do not  dress like the kufaar. After you leave this world, you being  a duplicate of any film or pop-star will not be of any  assista

Dua For Sehr & iftar

Image
If one makes the Niyyat at night, He/She should say, Nawaytu An Asooma Ghadan Lillahi Ta’aala Min Fardi Ramadaana Haadha If He/She makes Niyyat for the fast of that day, He/She should say Nawaytu An Asoomu Haadhal Yawma Lillahi Ta’aala Min Fardi Ramadaan Dua after Iftar Allahumma inni laka sumtu wa bika aamantu wa alayka tawakkaltu wa ala rizq-ika-aftartu

dua for sehri & iftar

Image
Edits by- Mehmoodjaan

Ramzan Shareef

Image
Ramzan Mubarak Nourishes The Seeds Of Good deeds Keep Reciting durood Shareef

Edits-By Hafiz Wasim Saheb

Image
اور جب میں بیمار ہوں تو وہی مجھے شفا دیتا ہے And when I fall ill, it is He who cures me. Surah Ash-Shu'ara verse 80

Dua Taraweeh Salah

Image
Dua Taraweeh salah سُبْحَانَ الْمَلِک الْقُدُّوْس سُبْحَانَ ذِی الْمُلْکِ وَالْمَلَکُوْتِ ط سُبْحَانَ ذِی الْعِزَّةِ وَالْعَظَمَةِ وَالْهَيْبَةِ وَالْقُدْرَةِ وَالْکِبْرِيَآئِ وَالْجَبَرُوْتِ ط سُبْحَانَ الْمَلِکِ الْحَيِ الَّذِی لَا يَنَامُ وَلَا يَمُوْتُ سُبُّوحٌ قُدُّوْسٌ رَبُّنَا وَرَبُّ الْمَلَائِکَةِ وَالرُّوْحِ ط اَللّٰهُمَّ اَجِرْنَا مِنَ النَّارِ يَا مُجِيْرُ يَا مُجِيْرُ يَا مُجِيْر۔ Subhanal Malikil Quddus; Subhana dhil Mulki wal Malakuti; Subhana dhil izzati wal Adahmati wal haybati wal Qudrati; wal kibriyaa’i wal jabaroot; Subhanal Malikil hayyil ladhi, la yunaamu wa layamutu; Subbuhun, Quddoosur, Rabbuna Rabbul malaa’ikati war-rooh; Allahumma Ajirna Minan Naar; Ya Mujeero, Ya Mujeero, Ya Mujeer. Glorified is the Divine Holder of the Kingdom of the earth and the  heavens. Glorified is the Possessor of Honour and Magnificence and Awe;  and Power and Greatness and Omnipotence. Glorified is the Sovereign,  the Living, Who does neither sleep nor die. He

Shab e Bara'at

Image
Shab e Bara'at Barkat wali Raat aur Dua Qabool Hone wali Raat Hum Be-kasoñ ke Aaqa, Do Jahaañ ke Daata, Janab e Ahmed e Mujtaba Muhammad Mustafa ﷺ irshad farmate haiñ beshak Allah Rabbul Izzat Shabaan ki 15vi shab aasmaani duniya ki taraf (apni shaan ke mutabik) jalwagar hota hai aur Qabeela e Bani Qalb ki bakriyoñ ke baaloñ se zyada logoñ ki magfirat farmata hai.  *#Tirmizi Shareef, Jild 1, Safah No.156.* *Muaafi ka Talabgaar* *Shabe Bara'at* ki rehmatoñ bhari raat ki aamad se pehle maiñ aapko gawaah bana kar mere Parwardigaar ki baargaah mein mere jaane anjaane tamaam gunaahoñ se tauba karta hu aur aainda istaqamat fid deen ki dua karta hu. Aap bhi mere haq mein dua farmayein. Aur agar mujhse jaane anjaane koi galti ho gayi ho ya dil aazaari huwi ho ya koi gila geebat kiya hu ya kisi bhi taur par aapka kusoorwaar hu to maiñ aap se guzaarish karta hu ke Allah ﷻ aur uske Rasool ﷺ ke waaste mujhe Dil se muaaf farmayein. جزاک اللہ خیرا کثیرا

AMEER E MUAAWIYA

Image
22 rajjab ul Murajjab yaum e wisaal

KHALIFA E AWWAL

Image
Bayaañ ho kis zubaañ se martaba Siddeeq e Akbar ka Hai yaar e gaar Mehboob e Khuda Siddeeq e Akbar ka KALAM E USTAD E ZAMAN MAULANA HASAN RAZA SAHAB